Saturday, 11 January 2014

GUFTGU TAQLEED PAR


Gher Mualid : Takleed ko chorr do, tum ne kiun apna takleedi naam rakha hua he...Takleed nikla he Qaladah se aur Qaladah kehtay hn pattay ko....Tum takleed chorr kiun ni detay???

Mera jawaab: Agara qaladah ka maani patta he to.....BUKHARI ma he k ...Hazrat Ayesha R.A ka Qaladah gum ho gea..Is ka trjma kr de.

aur
Ma takleed chorrnay k leay tyar hn....bus mujhay tum bina takleed k tamam masael k hal pesh kr do.....

Gher Mukalid: Takleed agar sahee hoti to Quran ma b takleed ka lafz hota... Quran ma aik dafa b Taklid ka lafaz ni he....

Mera Jawaab: Quran ma agar Takleed ka lafz ni aya to Quran me to TOHEED ka lafz b majood ni he.........wo b chorr dn phir???

No comments:

Post a Comment